Mar 27, 2011

Sooni Raah

Chal pade the apni raah par, apne bagal ki jagah khaali rakh kar

Wahan kabhi tum hua karte the, haathon mein haath hum chala karte the.

Pehle toh nigaah baar baar tumhe dhoonda karti thi,
Kahi tum peeche toh nahi reh gaye , ya phir aage tikal gaye ho?
Phir maloom hua ki tumne toh doosri raah hi pakad li.

Raah ka khaalipan es dil mein utar aaya, Kya yeh jagah kabhi bhar payega?

Sochte the ki dil se tumhara ehsaas mita diya hai,
Par bhool gaye the ki, kiseeka na hona bhi ek ehasaas chod jaata hai

Mar 23, 2011

A Social Devil Saves the World!!

Environment and Energy Conservation issues have returned to the forefront of the media with the Earth Hour day approaching on March 26th. Among all that is being written about it, it made me very happy and proud to read that the demand for solar panels in India has doubled in the past year specifically in the regions parched for electricity (Bihar, Uttarakhand etc) But as I read on, I realized that there was a ironical twist to the tale. Turns out that most of these purchases were because ‘Ladke walon ne TV, AC, Mobile sab ek taraf rakhke woh solar panel maanga hai… Waise dekha jaaye toh sahi baat hai .… TV chalane ke liye bijlee hi nahi hogi toh TV ka kaa karenge….?’


And this is how a social devil called Dowry contributes to Energy Conservation and thus Save the World!